Afreen Afreen Song Info
Album: | Sangam |
Singer: | Nusrat Fateh Ali Khan |
Composer: | Nusrat Fateh Ali Khan |
Lyricist: | Javed Akhtar |
Afreen afreen
Afreen afreen
Afreen afreen
Afreen afreen
Husn-e-jana ki tareef mumkin nahi
Afreen afreen afreen afreen
Tu bhi dekhe agar to kahe hamnasheen
Afreen afreen afreen afreen
Husn-e-jana ki tareef mumkin nahi
Husn-e-jana ki tareef mumkin nahi
Afreen afreen afreen
Afreen afreen afreen
Afreen afreen afreen
Afreen afreen afreen
Aisa dekha nahi khubsoorat koi
Jism jaise hai ajanta ki moorat koi
Jism jaise nigahon pe jaadu koi
Jism nagma koi jism khushboo koi
Jism jaise machalti hui ragni
Jism jaise mehakti hui chandni
Jism jaise ke khilta huya ek chaman
Jism jaise ke sooraj ki pehli kiran
Jism tersha hoya dikash-o-dilnasheen
Sandaleen sandaleen marmareen marmareen
Sandaleen sandaleen marmareen marmareen
Afreen afreen
Afreen afreen
Afreen afreen
Afreen afreen
Husn-e-jana ki tareef mumkin nahi
Afreen afreen afreen afreen
Tu bhi dekhe agar to kahe hamnasheen
Afreen afreen afreen afreen
Husn-e-jana ki tareef mumkin nahi
Husn-e-jana ki tareef mumkin nahi
Afreen afreen afreen
Afreen afreen afreen
Afreen afreen afreen
Afreen afreen afreen
Ankhen dekhen to main dekhta rah gaya
Jaam do aur dono hi do atisha
Ankhen ya maikade ke woh do baab hain
Ankhen un ko kahoon yaa kahoon khawaab hain
Ankhen neechi hoyi to haya baan gayi
Aankhen unchi hui to dua ban gayi
Ankhen uth kar jhukeen to ada ban gayi
Ankhen jhuk kar uthi to qazaa baan gayi
Ankhen jin main hain qaid asmaan-o-zameen
Nargasee nargasee surmai surmai
Nargasee nargasee surmai surmai
Afreen afreen
Afreen afreen
Afreen afreen
Afreen afreen
Afreen afreen
See video for Afreen Afreen
Frequently Asked Questions
Who is the singer for song Afreen Afreen ?
Who has composed the song Afreen Afreen?
Who has written the lyrics for Afreen Afreen?